Khud ko kisi se km mat samjho

Image
Khud ko kabhi km mat samajhna .  Ek bar ki baat batata hu .ek chota sa gao tha waha pr ek admi paththar todne ka kaam krta tha . Usko apni zindagi se koi gila shikwa nhi tha. Pura din wo kaam krta mehnat krta din ke akhir me jo thoda bohut paisa milta wo ja ke apne pariwar ko de deta. Or ghar Ake chain se soja ta. To ek din wo apne ghar lot rha tha. To raste me chalte chalte uske man me ek khayal aya ke yrr ye bhi zindagi he ke subah se sham tak me paththar todne ka kaam krta hu or mujhe badle me thode se paise milte he. Usme bhi mushkil se mera or mere pariwar ka guzara ho pata he. Kash kuch esa ho jaye ke mujhe kahi se esi shkti mil jaye ke me jo mangu wo ho jaye. Wo apne ghar pr gya usne khana khaya lekin uska dhyan khane pr nhi tha. Uske dimag me yahi khyal chal rha tha uske baad me wo sochte sochte so gya.  Or nind lagne ke kuch der baad usko ek sapna aya. Ke roz ki tarah wo apna kaam khatam kr ke apne ghar lot rha tha. Raste me usne ek bohut alishan ghar dekha or uske man me aya

SYCOLOGY FECTS ( my first blog)

  कुछ अनोखे  SYCOLOGY  फैक्ट्स जो सभी में पाए जाते हे!

     😨😨😨😨😨😨😨😨😨😨😨😨😨😨😨😨

        तो आज हम बात करेंगे PSYCOLOGY  के कुछ फेक्ट के बारे में 

१ . लोग कभी ये नहीं याद रखते के आप ने उन से क्या कहा  था ! लेकिन वो ये बात को याद रखते हे के अपने उन्हें केसा महसूस कराया था! 
 
२ . कभी गौर करिये के खुसी का पेहला आंसू दाहिनी आँखसे और दुख का पहला आंसू बहिनी आंख से क्यों निकलता हे! 

३ . किसी के लिए आप अपनी फीलिंग्स जितनी छुपाते हे वो उतनी हे बढ़ती जाती!  

४ . लगभग ९० पर्तिशत लोग अपने मैसेज में वो बात लिखते  हे जो वह  कह नहीं पाते! 

५ . कोई व्यक्ति आपसे इसीलिए जलता हे क्युकी वो आप जैसा बनना  चाहता हे लेकिन बन नहीं पाता!
                                   (तो ये थे कुछ  SYCOLOGY  के कुछ फैक्ट्स)  

Comments