Khud ko kisi se km mat samjho

Aaj ham baat krenge blogging ke bare me jise koi naya blogger jan le to asani se sawal bhi ho skta he. or ye chize hr safal blogger ise upyog krte he or isi ki madad se wo aaj safal blogger kehlate he.
1. sabse pehle log ye samajhte he ke blogging ek esi chiz he ke ek baar kr liya ya ek baar likh diya to khel khatam ji nhi mere dosto agar apko safalta pana he to mehnat to krni padegi . log samjhte he ek baar likh liya ab to earning hi earning hogi to esa bilkul nhi he apko is pr sangharsh to krna hi padega tabhi aap safal ho paoge. blogging koi manzil nhi he blogging to bs yatra he jaha apko lagatar chalte hi rehna he chalte hi rehna he. or is pr kaam krte rehna he . jaha aap ruk jaoge waha apki safalta bhi ruk jayegi mere dosto.
2 . bohut sare log yeh sochte he zyada ki naye blogger ke blogging me he kya sirf likhna hi to he. kisi kitab se utha ke likh dete he. kisi newspaper se utha kr likh dete he to dosto esa nhi he. blog likhna to sirf ek 25per kaam baki sco he keyword obtimization or bhi kai sari chize he. research hoti he to bhai likhna ek bohut chota sa part hota he.
3. aap logo ko content esa banana he jo ki quality content bhi ho or jo unic bhi hona chahiye or ha. esa nhi he ke quality content he to aapne copy pest kr diya ek blogger ki samse galti yahi he ke wo copy pest kr rha he blog kya he. blog ka matlab hoga he apna experince logo ko batana apne bare me batana kisi ko sahi jankari dena jis se log khus ho or aap ke blog me zyada trafic aye jis se aap kafi zyada earning kr skte ho. lagh bhagh 1000 words ka blog likha kijiye.
Comments
Post a Comment